Get Latest Advance Knowledge Of Computer

Latest

Friday, 14 December 2018

Socks Zaiyda Powerful Hai VPN Kyun Nahi?

Socks Vs VPN

Socks Ek Complete Alag cheez hoti hai Aur VPN ek alag baaz log yeh samajte hain k socks vpn ki tarah hota hai ya vpn ki tarah work karta hai magar aisa bilkul bi nahi hai.
Agar asaan zubaan main kahon tho socks zaiyda secure aur powerful hai jitna ke vpn nahi hai,
socks main apke location ko track karne ki chance bhut kam hote hain aur ap kafi had tak secure rehte hain.
socks zaiydatar carders aur illegal activities k liye use kiya jata hai,jese ke hum jante hain vpns hum free bi use kar sakte hain aur paid bi.
socks bi bilkul ap free aur paid use kar sakte hain liken agar ap socks main free use kareinge tho uska koi faida nahi hoga bilkul nuqsan hoga.
free main apka ip blacklisted hosakta hai jo kisi kam ka nahi rahega aur kafi had tak apki speed bi slow hosakti hai browsing aur surfing ki.
socks do types k hote hain  Socks 4 aur Socks 5.
Socks 4 Aur 5 main zaiyda difference apko dekne k liye Nahi milta Socks 4 Itna secure Nahi Jitna Ke 5 hai Aur 5 apko Https Protocol Faram karta hai Jis Main apka traffic Encrypted rehta hai.


No comments:

Post a Comment