Get Latest Advance Knowledge Of Computer

Latest

Wednesday, 16 January 2019

How To Make & Submit Sitemap For Blogger In Hindi


Sitemap Kia Hota Hai.
Sitemap Ek XML ka File Hota hai jis main Complate Pages Hote hain Apke Website Ke Jo Apney Create Kiye Hongey.

Sitemap Ka Kia Faida Hai.
Sitemap improve's Karta hai apke Blogs ke Crawling rate ko aur yeh Search Engines ki madat karta hai index karne main blog posts ko.


Sitemap ko Submit karne ka faida yeh hai k ap Search Engines Ko Jese ke,Bing,Google etc inko yeh apney Blog aur contents ke bare main batana aur verify karwana hota hai jo Website ki Ranking mein ek Bhut bada Step manaa jata hai.

Ap is link ka use karke apney Blogger ke Sitemap ko Check Kar Sakte hain Sirf Apko Apna Website Ka URL Domain Dena hoga Jahan pe Dedseec Leka Show horaha hai Apko.

http://dedseec.blogspot.com/atom.xml?redirect=false

                                 Sitemap Ko Google Search Console Main Kese Submit Karein.

 Google ka Search Console Webmaster Tools Hai Jo Ek Free Service Hai,Jiska Use Karke Ap Apney Website Ke Sitemap Ko Google Main Submit Karke Rank Karwa Sakte Hain.


Ap Khudka Sitemap Map Generate Bi Kar Sakte Hain Aur Custom Robots.Txt Main Save Kar Sakte Hain

Is Website Ka Use Karke Ap Apney Blogger K Liye Custom Robots.Txt Generate Kar Sakte Hain.

1 comment:

  1. Strange "water hack" burns 2lbs overnight

    More than 160 thousand women and men are utilizing a simple and secret "liquid hack" to lose 1-2lbs each and every night as they sleep.

    It's proven and works with everybody.

    Here's how you can do it yourself:

    1) Hold a glass and fill it up half the way

    2) Proceed to do this strange hack

    so you'll be 1-2lbs skinnier the next day!

    ReplyDelete