Android Mobile Ko Root Kese Kiya Ja Sakta Hai Asani Se? Root K Kia Faidey Aur Kia Nuqsan Hain,Android Mobile Phone Ko Ap Basani Kisi Bi One Click App Se Root Kar Sakte Hain, Agar Us Applications Main Apka Firmware Huwa Tho Nahi Tho Wo Apko Ek (ERROR) Message Karegein, Agar Koi Bi Application Jis Se Ap Apney Mobile Ko Root Karte Hain Aur Wo Error Message Show Kare Tho Uske Bad Humain Kia Karna Chaye Hai?Uske Bad Ap Kisi Aur Online Click Root Application ko Try Kar Sakte Hain.Jese Ke ( Kingroot ) Etc.Agar Phir Bi Apka Mobile Root Na Huwa Tho Apko Custom Recovery Karna Padega Uske Bad Apko Manually SuperUser Yani Root Karna Padega Apney Mobile Ko Recovery Mode Se.
Kingroot
Kingroot Ek aisa android applicaiton hai jis se ap asani se apney mobile phones ko root kar sakte ho yeh loolipoop se le kar lower version ko asani se support karta hai jisko ap try kar sakte hain.
One Click Root
Root Genius
iRoot
Custom Recovery Method
Custom Recovery Do Type Ki Hoti Hain Ek (TWRP) Dosra CWM,Custom Recovery Ke Doran Apke Mobile Ka Software Aur Apka Mobile Bi Demage Hosakta Hai Jiske Zimadar Hum Nahi Honge Yeh Ap Apni Responsibilty Pe Kar Sakte Ho
Mazeed Malomat K Liye Yahan Pe Click Karein
Advantage Of Root
Root Ka Advantage Yeh hai Ke Ap System Main Har Application ko Install kar Sakte Hain,Aur Apni Pasand se Unistall Aur Modify.
Disadvantage Of Root
Root Karne ke bad Apka Mobile Android Ki Security Ke Under Nahi Rehta Aur Apke Mobile Phone Ki Warranty Bi Ja Sakti Hai Aur Apka Mobile Lagging Aur Stuck Hone Shoro Hojayega.
No comments:
Post a Comment