Adware
What is Adware?
Adware ek unwanted software hai jo specialy is liye design kiya gaya hai k wo thorow karey Advertisements ko Users ke interface main ya apko redirect kare kisi website pe, aur is ko Modern day PUP bi kaha jata hai (Potentially Unwanted Program)
What is The Benefits Of Adwares?
Normaly Agar hum kisi bi Ad-service ya Program ki baat karein tho unka maqsad hi yahi hota hai k wo revenue generate karte hain us owner ya developer k liye jisne usko banaya hai ya jo koi usko use kar raha hai,differents ads ko users k interface main show karke.
Adwares Could be dangerous For PC & Mobile?
Agar dekha jaye tho adwares bhut kisam se apke systems ko infected kar sakte hain different websites pe apko redirect karna aur different freeware ya shareware software ke saath apke system main install hona adware ek virus ka shakal bi ban sakta hai jese K (RAT) (Phishing) (Spyware ) etc.
How To Protect Our Systems From Adwares?
Adwares se bachne ka behtarein tareka Antivirus Program hota hai jo Apko Online Unwanted Program Ya Untrusted Websites ko Visit Karne Se Rok Deta Hai Ya Ap Normaly Kisi Bi Online Adware Software Ka Use Karke Adwares Ko Remove Kar Sakte Ho Jese MalwareBytes Adware Cleaner Avast .
i love u sir
ReplyDelete